Categories
poems

“Ek Khwaish”

 

Ek Khwaish Adhoori si hai  sapno me kahin ab bhi basi hui,

Dil ke  ek kone me hasti aur roti si dard me phasi hui…

Sapne hajaro hain dekhe magar yeh khwaish hai kuch alag si,

Tabhi toh le jaati hai ek jagah jo lagti hai kuch falak si…..

 

Yeh khwaish sone nhi deti kai raaton ko,

Naya utsaah deti hai is man ko aur saanson ko…

Dua agar sach me kobool ho toh maangu  khuda se bas yahi,

Dil ko sukoon mile yeh khwaish puri ho jaaye agar kahin …

 

Yeh who dard hai jo meetha aur kadva dono ehsaas hai deti,

Apne saath yeh saare ummeed aur jeene ka hisaab hai deti…

Toh is khwaish ko uske dard ke saath sambhaal kar rakhu is dil mei,

Ab ise kahin jaane na dun phir pad jaaye kahin na mushkil mei

 

 

By anshulsweetwonderponder

I am a sweet little girl, looking for a new start..hoping for a new and great change in the life...

One reply on ““Ek Khwaish””

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s